usne kaha tha-
aapki judai ham sah na sakenge
aur apke bin ham rah na sakenge par,
aaj wo khush hain hamse juda hokar
hansate bhi hain wo usi ada ke sang
jisne kar diya tha kayal hame par,
aaj kaise kar diya wo ghayal hamein,
ae kaise kiya usne
ham samajh na paye
ye ab tak ham samajh na paye
samajh na paye.
ham puchna bhi chahte to ,wo mil na paate
agar milte bhi to bhi ham ,puch na pate par
agar ham puch bhi lete ,to kya wo bata pate
mana wo batate bhi dete
to phie se dil mein
halcal ho jaati
kyonkiunka fasana bhi aesa hai ki
kitni kosis ki
phir bhi ham samah na paye
ye kaise kiya usne ham samajh na paye
ye ab tak ham samajh na paye
ye ab tak ham samajh ana paye.
jab na samajh mein aya
tab hamne khud se kaha
wada kiya hamne par nibha na paye
dil lagaya hamne par dilwale ban na paaye lekin
ye khata hui kyon
ham samajh na paye
ye kaise kiya usne ham samjha na paye
ye ab tak ham samjh na paye
ho agar jawab to bata dena hame
kyonki aaj bhi unko ham bhula na paaye
ye kaise kiya usne
ham samjh na paye
ye ab tak ham samajh na paye
All Writing.Com images are copyrighted and may not be copied / modified in any way. All other brand names & trademarks are owned by their respective companies.
Generated in 0.10 seconds at 11:17pm on Nov 25, 2024 via server WEBX2.