jindgi kya kya kel kelate hai
kabhi dup kabhi chav dikhati hai
kabhi hasati kabhi rulaati hai
kisi ke nahi sunti apni raah chalti jati hai
jindgi kya kya kel kelate hai
jo chaho agar mil jae to kitni khusi de jati hai
hame sacche jhute ucche neeche ke samajh de jati hai
pal mein tola pal mein maasha
kaise kaise rup dekhati hai
jindgi kya kya kel kelate hai
agar samjhu to katan nahi ye bahut devane hai
aaye kitni bhi mushkil per hame apne hemat nahi gavani hai
apna kartvya nibhana hai yah hame sikhlati hai
miljul kar khushi se rahna eska aabhas karatii hai
jindgi kya kya kel kelate hai
Dream makes al things possible, Hope makes al things work, luv makes al thigs beutifl, smile makes al d abv so always SMILE...!
All Writing.Com images are copyrighted and may not be copied / modified in any way. All other brand names & trademarks are owned by their respective companies.
Generated in 0.06 seconds at 3:33am on Nov 24, 2024 via server WEBX1.